uske na hone se kuch bhi nahi badla
ye sooraj bhi wahin se nikalta hai
aasman pe taarey bhi chamaktay hai
nor chand ki chandni bhi hoti hai
hawa bhi chalti hai
dariya bhi behtay hain
phoool bhi khiltay hain
in main khushbu bhi hoti hai
.
.
.
.
.
lakin
.
.
.
.
.
her subha shaam si lagti hai
he mehfil anjaan si lagti hai
he dharkan bay-jaan si lagti hai
saari duniya weeraan si lagti hai
.
.



0 comments:

Post a Comment